Computer Technology or Skills


agr aap any waly salln tk technology k sath rehna hai to computer ka istimaal aap leay zarori hai agr 
aaj aap computer chalana nahy jnty agr aaj aap ko nahy pata computer ko operate kesy kiya jata hai 
computer ko muhtalif cheezo ko kis tarha sikha jata hai to yaqeen kr lay any waln salon main jis main zindagi taiz hogi technology ka buht sara use hoga agr aap aaj computer chala nahy sikhty to us any waly door main aap apne aap ko duniya sy  both  peachy reh jao gy sirf computer ki field  main nahy  balky hr field main computer ka big role hai is digital duniya k sath chalny k leay computer ka sikhna bht zaroori hai

Computer Technology

  • Laptops and Desktops
  • Internet 
  • PowerPoint 
  • Skype 
  • Flash drives

  • Laptops and Desktops

mery pass aik zati laptop hai mera zati laptop main belive krta hn k mery leay mera laptop kisi uni sy km nayhy hai mery leary mera laptop kisi library sy km nahy mera leay mera laptop kisi ustad sy km nahy hai qk main jo kuch bhi sekhna chahta hn kis tarha bhi sikhna chahta hn  kis waqt bhi sikhna chahta hn jis jagha bhi sikhna chatahn mera laptop muhy wo sb kuch sikha sakta hai mery mery jitney sawal hn mujhy wo deta hai sikhny k amal main mera laptop madad karta hai is tarha ap apny laptop ko sikhny k leay use kr sakty ho apni knwolede ko update kr sakty

  • Internet  Like 2G ,3G, 4G ye bhi technology ka hisa hai

  • PowerPoint 

Ye bhi new way hai kisi cheez ko present karna white board ko replace kiya hai sath hi business engineering shobhy main ziyada istamal kiya jata hai

  • Skype

 Is technology k sath hm video communication kr sakty hain aaj kal or kafi sw a chuky jo oldest use hota tha wo skype tha

  • Flash drives

flash drive ki madad sy hm koe bhi apna data easly move kr sakty hain kisi bhi computer main file shair kr sakty hai flash drives ki madad sy





Skills


skills buht sari hain jiss ny digital duniya badal di hai internet hai, presentation hain google platform hain virtual assistant hain or bhi buht sari skills hai jo hmy any chahey 
jis tarha abhi hm connect hai wo computer(technology) youtube as a skill use kr raha hn 










Post a Comment

0 Comments