Computer Kya Hai (Basic Computer Knowledge)


Computer Kiya hai (Basic Computer Knowledge )



Computer Definition




Computer is electronic device which perform Arithmetic and Logical Calculation                                                                      orComputer is electronic device which store data and retrieve information and also ability to store information



“Computer ek electronic device jo user se input kiye gae raw data ko program ko process karta hai aur iske bad output me result de deta hai. Jise future me bhi use kiya ja sakta hai.”
Computer lafz Latin sy liya hai Compute se bana hua hai jiska matlab hota hai calculate (count) karna.

Ye ek aisa electronic device hai jo bahut sare kaam kaafi tezi se aur aasani se karny main maahir hai. Lekin abhi bhi duniya me bahut sare log hain jo PC ke bare bahut sari important baaten nahi jante. Isiliye aaj ki post me maine koshish ki hai ki apko isse sy  related har chhoti chhoti se batain aasani se samjha sakun.

Har jagah har din millions of people Laptop aur pc use karte hain fir bhi isse judi basics malum nahi hota hai. Lekin maine is post har wo baat share karne ki koshish ki hai.

Post a Comment

0 Comments